Forest office ke peeche maal chupa hai. Waha forest office wale hai, isliye sab milke koi dusra plan banate hai. Agle din maal mil jaata hai. Lakha, Ronit aur Veera ka kaam tamam karta hai. Lekin Razia pe bharosa karta hai yehi uski ghalati hai. Razia asliyat main koi aur hai..